Maa ka Pyaar: Ek Anmol Uphaar
Maa ka pyaar ek aisa anmol uphaar hai jo kisi bhi duniya ke khazane se kahin zyada hai. Maa ke pyaar ko shabdon mein bayan karna shayad kabhi bhi mumkin nahi hai, kyunki ye pyaar na toh kisi shabd mein samajh aata hai aur na hi kisi paribhasha mein bandha ja sakta hai. Maa ka pyaar hota hai, isme har waqt ek aisi taqat hoti hai jo hamesha bachon ko apne saath surakshit mehsoos karata hai. Maa ke bina saab adhura hai ,sabse pyari hai maa
Nishwarth Prem: Maa ka Sneh
Maa ka pyaar nishwarth hota hai. Usmein na toh kisi wajah ki zaroorat hoti hai aur na hi kisi badle ki ummeed. Maa ka sneh woh hai jo bachon ki zindagi mein bina kisi shabd ke hamesha chalta rahta hai. Maa hamesha apne bachon ki chhoti se chhoti khushi mein apne aap ko bhula deti hain. Woh apne sapnon ko, apni khwahishon ko us khushi mein
No comments:
Post a Comment